Rachha hai prakriti ne aaj
phir naya kavya kahin
Ho rahi hai magan
aaj har pawan kahin
Baadalon ke mukh pe
hai nate geet
Dishaon mein hai
naya sangeet.
Hey prakriti, tumhare
is naye kavya ko naman.
( on a rain sunday)
.......................
Jahan tum ley chalo Krishna..
Wahin mera dera,
wahin mera padaav,
wahi mera mukaam
wahi meri manzil.
(Visiting Gokul)