| |
Arz kiya hai..... Aaj-kal aapke SMS aana band hai wah wah! wah wah! Aaj-kal aapke SMS aana band hai khafa ho humse ya balance kam hai? ha ha ha ha..... D ........ FJE .......C Nurse - "Mubarak ho.. Sardarji.. aap papa ban gaye.." Sardarji - " Meri wife ko nahi bolna.. main usey SURPRISE doonga..!" D ........ FJE .......C Aapko Miss Karna Roz Ki Baat Hain, Aapko Yaad Karna Aadat Ki Baat Hain, Aapse Door Rehna Kismat Ki Baat Hain, Magar Aapko! Jhelna Himmat Ki Baat Hain. D ........ FJE .......C Kaash k in Haseenaoon k baap mar jayein.. Bahanay ghum k hum un k ghar jayein.. Aisa sochna bhi mat aay zalim paap hoga.. Kabhi tu bhi kisi haseena ka baap hoga.. D ........ FJE .......C Mandir mein jaap karta hoon, Masjid mein adaab karta hoon, Insaan se kahin bhagwan na ban jaun isliye roz tujhko SMS karke paap karta hoon. D .......FJE .......C Devdas k Baap ne kaha Ghar chhor do! Maa ne kaha paroo ko chhor do! |
|
| Added
on Jan. 12 2008 |