| |
| SubhaanAllah! Kitni pyaari awaaz mein aur kya khoob gaya hai didi aapne. Bahut madhur, bahut hi meetha! Ye gaana maine pehli baar suna hai, isliye 'sur' ke baare mein zyaada nahi keh sakta. Idhar-udhar aapke gaane ka 'sur' hila hai aisa laga mujhe, par aisa bhi ho sakta hai ki original gaana hi aisa ho. Superb voice and superb singing!! Lajawaab!!! |
|
| Added
on Apr. 14 2008 |